Posts

Showing posts with the label waqar ahmed kashir (my own)

Umeedain Meri Toot Gaye Ab

Wabsta Thy Jis Shakhas Se Umeedain Meri,Toot Gaye ab,, Kiyya Hai Aise Reza Reza Mujhe K bikhar Gaya Hu Main

Aazmaya Us Shakhas Ne Bhi Mujhe

Jaan Se Bhar K Jis Shakhas Ko Apna Mana Tha Main Ne Waqar Aazmaya Us Shakhas Ne Bhi Mujhe Auroo Ki Taraah 

Tere Bin Shaam Ka Har Manzar Udas Guzarta Hai

Zindagy Main Chahain Kitni Hi Ronqain Hu Magar Tere Bin Shaam Ka Har Manzar Udas Guzarta Hai

Ae zindagy tujhy kya kahu - waqar ahmed kashir

Ae zindgy tu to apni thy ab tujhy kya kahu Mere sath tu ne kaisa ye zulam kiya Aik hamsafar mila tha mujje Meri socho ko samjhny wala Mere jazboo ki qadar karny wala Mere khayaloo ko mehssos karny wala Meri zindagy ki haqeeqat ko mananay wala. Ae zindagy tu ne ye kya kiya Manzil k kareeb laa k Hamain juda kar diya Meri adhori mohabbt ko hamesha k liye Mohabbt k panoo main fanaa kar diya Ab hath bharata hu jis ki taraf dosti ka Samjh kar muflis jataty hai log hamdrdi Wo shakhas jo samjhta tha mujj ko apna Ae zindagy mujj se cheen liya tu ne wo Ae zindagy tujhy kya kahu Tu ne mere sath kya kar diya Wo bulqye to kya tamasha ho